My Notebook

Shayar in Me

    • Ishq ko yun he bezubaan nahi kehte.. Jab nigahen kafi hai haal e dil bayaan karne ke liye..
    • Meri aadaton ke zikr mein aksar tera naam aata hai.. Tu woh lamha hai jo guzarne ke baad phir se aata hai..
    • Yun aana tera bhi kuch aana nahi.. Pal bhar toh aur dekhne de nigahon ki tasalli ke liye..
    • Nahi hoti hai mukammal saari mohabatein.. Yahi soch kar uski haan ke intezaar mein zindagi guzaar di..
    • Wo lamhe teri yaadon ke samet ke chala hoon mein.. Tanha tab bhi tha aur tanha aaj bhi chala hoon mein..
    • Ittefaq nahi ye tera yun baar baar milna.. Duyaon pe yakin hume aaj bhi hai..
    • Hum khoye the khayalon mein unke iskadar.. Ke kab badnaam huye ishq mein pata na chala..
    • Hum to yun he badnaam hai.. Khata to ye zamana karta hai..

Puneet Bansal

Welcome to Review That Matters. I’m Puneet Bansal, a simple yet exciting guy based out of Delhi. I am a writer by hobby, Photographer by passion, Poet by mood, and HR by profession.

5 thoughts on “Shayar in Me

  • Swati Agarwal

    Wow… Awesome ….beautifully written ..keep rising for shining buddy…

    Reply
  • admin

    Thanks a lot Manasi for the lovely words.

    Reply
  • Manasi

    Amazing… just amazing … Kya kamaal ka likha hai .. keep it coming

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *